Bhagwaan Aur Insaan
Ek aadmi bhagwaan se bola,
india se America tak pakki sadak banwa dijiye.
Bhagwan bole: bahot mushkil hai kuch aur maang lo.
Aadmi bola: To phir aap meri biwi ko Bahot samajhdaar aur aagyakari bana dijiye.
Bhagwan bole, sadak single banana hai ya double.
by Pak101.com (few years ago!) / 934 views
Similar Jokes
Financial Management!
A Beggar Found 100Rs’
He Decided To Have A Gr8 Diner’
He Went To A 5 Str H0tel & Enj0yed The Diner’
When Bill Came He Said I Hv N0 M0ney’
Manager Called P0lice And Handed The Begar Over To Him’
The Begar Gave 100 Rs To P0liceman And Set Free!
by Pak101.com (few years ago!)
Dost:docter ye kiun pochte hain subah kia khaya raat ko kia khaya.
2nd dost:yaar is se mareez ki mali halat ka pata lag jata hai.
by Sabir shah (few years ago!)
2 Dost Suicide kernay gayai,
Pahala : “Hey Bhagwan mujhey dunia ki saari nafrat de Pareshani de Dukh de!”
Dusra dost : “Abe tu maut maang raha hai ki Jang main Job.”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek bachay ka school me addmisssion hua
Teacher: Bataoo Somnaath ka butt kis ne toora?
Student: Miss! Qasam sey mai ne nahi toora, mera to aaj 1st day hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Santa- “Meri patni mera itna khyaal rakhti hai ki
kal mehmaano ke vidaa hone ke baad jab maine
usse kaha ki garam paani ka jaldi praband kare to
usi wakt paani garam kar diya|”
Banta- “Waah! Lekin us samay bechaari ko paani
garam karne ka kasht kyu diya?”
Santa- “Kyuki mai thande paani se bartan
nahi dho sakta tha|”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Lebrary me bahut khamoshi thi k achanak se aik punjabi ne zoor se paad maar dia
teacher:ye kia hai?
Punjabi:khamoshi ka bycot
by Sabir shah (few years ago!)
DAD: if you paas in the Exam , I will give u 1 cycle
SON: If I fail?
DAD: I will give u 10 cycles.
SON: why?
DAD: puttar , Fir Tu dukaan hi kholni ae!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pakistani to American: Tum choron k sath kya Salook karte ho?
American: Hum unke sath bohat acha salook karte hain. Un k khany peeney ki her cheez ka khayal rakhte hain.
Pakistani: Bas! ye to kuch bhi nahi, Tum abhi hum se bohat peechay ho.
Hum to choron ko President bana dete hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
A boy 2 pathan: Mai agar chahon to tamam Pathano
ko Jannat se nikal kar Jahanum main la sakta hoon.
Pathan: Kaise?
Boy: Main Jahanum mai Naswar ka dukan kholon ga.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Beta :
Papa Madam Ne Aaj Ek Sawal Poocha Jis
Ka Jawab Sirf Mere Pass Tha … !
Sardar :
Mera Shona Puttar , Bata Ki Sawal Tha ???
Beta:
Madam Ne Poocha
Black Board K Pass Potty Kis Ne Ki Hay …
by Pak101.com (few years ago!)