Kuch to pehan le
1980 girls:maan me jeans pehanun gi.
Maan:nai beti log kia kahen ge
2014 girls:maan me mini skirt pehanun gi
maan:pehan le beti kuch to pehan le.
by Sabir shah (few years ago!) / 1087 views
Similar Jokes
Aik mota aadmi hathi per sair kar raha tha,
aik bacha ne dekh kar hasna shuru kar deya…
mota admi: keya kabhi hathi nahin dekha??,
bacha: hathi tu dekha hai, hathi per hathi nahin dekha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Solid REPLY.
GF- Kal tumhe kitne call kiye.,
lekin
tumne phone nahi uthaya.???
BF-Q uthau
45 Rs. deker jo gana lagwaya he wo kya tera baap
sunega..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa was reading Financial Times. . Heading Reads”Microsoft buys yahoo messenger for 8.5 billion”.. He says “O teri, kharida kyun, Download kar leta” :D :D ..LOL
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A sardar on an interview for the post of detective was
asked a question
Interviewer - Who killed Gandhiji ?
Sardar - Thanks for giving me the job, I will
investigate
by Abdul Hannan (few years ago!)
I asked my wife, "Where do you want to go on our anniversary?"
She said, "Somewhere I have never been!"
I told her, "How about the kitchen?"
by Mohammad Ali (few years ago!)
Boy prpozes to girl-
Ye Raat,Ye subah,
Ye Hawa,Ye Chand,
Ye Ghatayen,Ye Nadia,
Ye Kinare...
Girl-Saale Prpoze Kar Rahe ho,
Ya Envirnment science padha rahe ho..
by Pak101.com (few years ago!)
Techer Sardar Say: "Koi Aisa Jumla Banao Jis Mein
"Magar" 2 Dafa Istemaal Hua Ho
Sardar: "Wo Merey Aagey Chal Rahi Thi Aur Mein
Us Ke Magar Magar".
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan K Mobile P Raat 2 Baje Phone Aya:
Aap So To Nahi Rahy Thy
Pathan Ghussey Me Bola:
Khabees Ka Bachcha..
Zarori Nahi K
Har Pathan Chowkidaar Ho
by sana (few years ago!)
Ek gora aadmi tha. Jab uska ladka paida hua toh woh kala tha.
Tabhi woh apni wife ke paas jata hai aur poochta hai,
Yaar main bhi gora tha tum bhi gori thi to bachcha kaise kala paida ho gaya?
Aur phir uski biwi ne jawab diya,
Darling main bhi hot tum bhi hot sayad bachcha jal gaya hoga?
by Pak101.com (few years ago!)
1st frend: Meri begum ne Novel '2 DOST' parha
Aur hamare jurwa bache hue.
2nd frend: Meri begum ne Novel '3 jugnoo' parha
Aur ek waqt mai 3 bacho ko janam diya
Ye sab sun kar Pathan apne ghar bhaga
Dosto ne pocha kahan ja rahe ho wo bola:
Apni begum ko rokne wo 'Ali baba 40 chor' Parh rahi hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)