Husband wife and english
Husband wife ko English sikha raha
tha.
Wife dopehar me husband se:
dinner lo Ji.
Husband Jahil ye dinner nahi lunch
hai.
Wife: Jahil tu, Tera baap, Tera Sara
khandan,
ye raat ka bacha hua khana
hai. =D
by A. Sami (few years ago!) / 1165 views
Similar Jokes
Munna bhai -Mamu, tu kitna pada hai? Mamu -B.a.
Munna bhai -Sala, two akshar pada aur woh bhi ulta?
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Hamare Desh Ki Aausat Mrityu Dar Kya H?
Banta: 100%.
Santa: Kaise?
Banta: Jo Paida Hota H, Wo Mar Hi Jata H.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Petrol Pump Gya
Board Pr Likha tha
mobile Use Kerna Mana Hai
us Ne Mobile Nikala Or Sb Doston Ko Call Kr k kaha
phon mat krna
Main Petrol Pump pe hon
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Malik:
jaldi se koi khali rakshaa laao. Pathan
Nokr kafi der bad aaya aur bola shb,
koi raksha nhi mila jo nazr aya kocha
1 admi zarur beatha nzr aaya.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Santa Taxi Main Ja Raha Tha. Achanak Taxi Ruk Gayi.
Sardar Driver bola: Sir Taxi Aage Nahi Ja Sakti, Petrol Khatam Ho Gaya Hai.
Funny Santa: Koi Baat Nahi Taxi Vapis Ghar Ko Le Chalo.
by Pak101.com (few years ago!)
Larkay Wale: Hume Aisi Larki Chahiye
Jo zayada Khati-Peeti Na Ho,aur
hamesha chup rahe or shohar ki sunay.
Larki walay:
Aisi Larki To Apko ICU Me Hi Milegi.
by Abdul Hannan (few years ago!)
.
1 kanjoos dosray say:
Aaj main ney ek jaan bachai.
Wo aise bachai k Faqeer sai pocha:
1000 ka note dun to kiya karega?
Wo bola, Khushi se mar jaunga.
Main nay kaha ja nahin deta
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar: Will you marry , after i die .
Wife : No i will live with my sister.
Wife : Will u marry , after i die .
Sardar: No i will also live with your sister.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
?1990
Larkiwale: Larka kya karta hai?
Larkewale: Doctor hai, mahine ka 20k kamata hai.
2012
Larkiwale: Larka kya karta hai?
Larkewale: FACEBOOK pe 4 pages ka admin hai, ek page ke to 100000+ likes hain
by Pak101.com (few years ago!)
Boy on a date with GF:-jaan main tumse ek baat
kahna chahta hoon?
.
GF:-Kya?
.
BF:-Iam already married.
.
GF:-Apne to mujhe dara he diya, main samjhi
aapke pass paise nahi hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)