Ek shikari jungle mein rasta bhool gaya
Ek shikari jungle mein rasta bhool gaya. Kai din tak jungle mein bhatakta raha. Aakhir us ney ek aarzi jhonpra banaya or us mein rehna shuru ker diya.
Kuch din baad usey tez bukhaar ho gaya. Us ki talash keliey redcross waley nikley or kuch din baad us ki jhonpri key paas pohanch gyey jis key ander woh sahab bukhaar sey nidhaal, or marney key qareeb they.
Redcross walon ney darwaza khatkaya. Ander sey murda si awaz aai, kon hey?
“Ham red cross waley hein”
Shikari bola: Khuda keliey yahan to meri jaan chor do. Mei ney apney daftar mein chanda dey diya tha. Ab mein darwaza khol ker dobara tumharey phandey mein nahi phansoon ga.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1170 views
Similar Jokes
An interesting statement written above wall-clock in Examination Hall
.
"Time will pass, But will you…….??"
by inayat khan (few years ago!)
Teacher: Do you have trouble making decisions?
Student: Well...yes and no.
by Abdul Latif (few years ago!)
Aaj ka kam kal per chor do
.
.
.
.
.
.
.
Ho sakta hai kal tak us k liye koi machine ejad ho jaye.....
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ladke Ne Chinki Ko Offer Marne Ke Liye Sher Maara
Ladka: “Chalte Chalte Yun Hi Rook Jaata Hoon Main, Baithe Baithe Yun Hi Kho Jaata Hoon Main, Kya Yahi Pyaar Hai?”
Chinki: “Nahi Yeh Kamzori Hai, Bornvita Piya Karo.“
by Pak101.com (few years ago!)
1 Sardar Train main Safar kar raha the..
Cheecker:- Ticket Please..Sardar:- Nahin Hai..
Cheecker:- Phir Bethey kyn ho?
Sardar:- Lo Khara ho jata hun..:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
AAj mausam main kuch ajib si baat h bekabu se hmare jazbaat hain ji chahta h chura lu tumko tumhi se magar mummy kehti hain chori krna buri baat h.
by farrukh ahmed (few years ago!)
Banta: Oye, tu to Doctor ke paas jaane waala tha, kya hua?
Santa: Yaar kal jaaonga, aaj thodi tabiyat kharab hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Managment student kisses a girl.
Girl-whats this?
Boy- its called DIRECT MARKETING.
Girl slaps d boy
Boy-what is this?
Girl- this is CUSTOMER FEED BACK...:)
by Pak101.com (few years ago!)
One Day A Boy Sat With One Girl, Next Day With
Another Girl, Third Day With Another Girl, We Can
Learn A Moral From This, Girls Changes, Boy Will
Not.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Duniya mey Sirf Tum hi Aik Khoobsorat nahi ho., . ( Dost)
Suna ha K "SRI-LANKA" mey koi "Murli Dharan" B rehta hai''
by Pak101.com (few years ago!)