1- English 2- Urdu 3- Punjabi
ek zoo ma ek tota 3 language bol sakta tha
1- English 2- Urdu 3- Punjabi
Ek din ek admi nay test karnye k liye usko kaha k who are you?
Tota Bola I Am Parrot
Admi Nay Phir Kaha Tum Kon Ho
Tota Bola Ma Tota Hu
Adme Nay Phir Pocha Tu Kon Ey
Tota Bola
Taree Pen Da Yaar Wan Salyaa Tenu Ek Warii Samaj Nai Andee Ma Tota Waan
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1496 views
Similar Jokes
Papa:Rohan,you could not solve this simple sum?.A 5 years child can do this.
Rohan:Papa,you shouldn't get angry unnecessarily.I couldn't do the sum because I am 10 years old.
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: aji, koi peeche mere pair choo rahaa hai.
Husband: peeche mud ke apna chehra dikha, woh choonaa bandh kar dega
by Pak101.com (few years ago!)
why do boys call gurls "item"?
bcoz
.
.
.
.
.
.
.
.
.
..
.
.
item mean "maal"
"maal" mean "paisa"
and "paisa" mean "laxmi"
aur ladki to ghar ki "LAXMI" hoti hai :D ;)
"RISHTA WAHI SOCH NAYI!!" ;D :P
by Pak101.com (few years ago!)
Girl: What Is Ur Job
Boy: I 'm In Admin Department
Girl: Which Company?
Boy: Array Facebook Pay 2-3 Pages Ka Admin Hoon Or Kya Chahiye
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik Admi Langraata Hoa Aata Hay
Usse Dekh Kar Do Doctor Aapas May
Jhagar Tean Hay
Aik Kehta Hay K Us Ki Haddi Toot Gai Hai
Dosra Bolta Hai K
Nahi Us Ka Angotha Nikal Gaya Hai
Donoon Me Kafi Behas Ho Rahi Hoti Hai To
Tisra Doctor Bolta Hai
Chalo Us Say Hi Poch Laetey Hain
Ussay Poch Tay Hain To
Wo Bolata Hai
Nahi , Na Mera To Chapl Tota Hay
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Santa Ke Ghar Chor Gus
Gaya, Santa Gahri Neend So Raha Tha.
Chor Ne Santa Ko Bandook Lagayi Aur Bola.
Chor: “Jaldi Bata Sona Kidhar Hai?”
Santa Neend Mein Hi Bola: “Saale Itna Bada Ghar Hai Jidhar Marji Soja, Mere Ko Jagane Ki Kya Jarurat Thhi“
by Pak101.com (few years ago!)
Judge: tm pe cycle chori krne ka ilzaam ssaabit nai hua,lehaaza tmhe baa-izzat bari kiya jata hy
Sardaar: ayda matlb mai cycle rkh lawan
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Life of a college student:
Wallet hai, paise nahi
Lecture hai, attendance nahi
Mobile hai, balance nahi
Friends hai boyfriend ya girlfriend nahi
Exam hai, tension nahi
Padhna hai, mood nahi.
by Abdul Sami (few years ago!)
1st girl says: Meri to her saans par ek larka merta hai! %-)
.
2nd girl: Yaar tum acha wala tooth paste kyon nahi use karti.
by Zia Rasool (few years ago!)
Dil ko pata tha woh zarur aayegi,
Dil ko pata tha woh zarur aayegi,
Par kabhi socha na tha ki,
Surprise me kambakht apna “husband” bhi saath layegi!!
by Abdul Sami (few years ago!)