Humara kia jae ga
Noker:sahab g uth jao zalzala ho raha hai.
Sardar:so jao bewakuf hum karyadar hai nuqsan malik ka hona hai humara kia.
by Sabir shah (few years ago!) / 908 views
Similar Jokes
Son--- Can u write with your eyes closed ?
Father -- Yes.
Son-- Good ; can u sign my report card
by Pak101.com (few years ago!)
1 Larki Ko URDU Our ENGLISH Mix Kr K Bolnay Ki Adat Thi..
Shaadi Ki Pehli Rat Us Ko Pata Chala K Us K Shohar Ka Sirf 1 Paon Ha.
Aglay Din Wo Apnay Ghar Gaye Tou Apni Ammi Say Boli:
Mom Meray Husband Ka Tou Sirf 1 Foot Ha…
Maa Hairat Say Boli:
Tou Beta Tum Ko Our Kitna Lamba Chahiye?
Tmharay ABBA Marhoom Ka Tou Sirf 6 Inch Ka Tha,
Our Wahi Tabiyat Khush Kr Deta Tha.:P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife:
Jaanu Kash Aap Sms Hotay,
Main Aap Ko Save Karti,
Husband:
Jaan-e-Man, Kaash Tum Ring Tone
Hoti,
Main Her Haftay Tumhe Change
Karta…
by Prince Aurangzeb Tunio (few years ago!)
1st grl: aaj kal k ladkon ka koi bharosa nahi, mai to ab uska munh bhi nhi dekhungi…
2nd Grl: kyu kya hua? tumne use kisi 0r ldki k sath dekh liYa kya?
1st girl: Nhi, usne mujhe kisi aur ladke k sath dekh liya hai.
Jabki kal wo kah raha tha ki wo Out of city ja raha hai…Jhuta, dhokebaaz, farebi, hunh…
by Sajjad Qureshi (few years ago!)
Funny Laluji Teen Mahine Obama Ke Paas Engish Ki
Training Lekar India Aaye Ek Din Unhe Ek Call
Aaya. Laluji Bole Who Is Speaking?. Jawab Tha Hum
Sasura Obama Bol Raha Hoon.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
wakeel: my lord kanoon ki kitaab ke saffha number 15 ke mutabiq mere muakkal ko ba izzat-bari kia jaye.
JUDGE: kitaab paish ki jaye
(kitab pesh ki gaye)
judge ne saffa khola to us mei 5000, 5000 k do note thay..
JUDGE: is tarah k do saboot aur pesh kiye jayein
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pani Mein Gira Rumal To Rumal Gila Hai,
Asman Mein Dekha To Asman Bhi Nila Hai,
.
.
.
Muhabbat To Sub Karty Hain Par.
.
.
.
Main Karon To Salaaa Character Dheela Hai…
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Jaga Bomb Blast K Bad 1 Admi Chila Raha Tha: “O God! Mera Hath Urh Gaya”
Pathan: Hoasla Karo
Mat Roo, Daikho Us Aadmi
Ka Sar Urh Gaya Hai, Wo B To Chup Hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
A Sardar Went 2 Hotel,Ordered Chiken Waiter Comes
Sardar: Murgi Di Taang Kithe Hai ? Waiter: Woh Langra Tha
Sardar: Dil?
Waiter: Dil Murgi Le Gayee
Sardar: Dimaag?
Waiter: Murga Pathan Tha!!!
by Pak101.com (few years ago!)
MaStIkHoR BaCcHe ?
Bachpan se abhi tak 2 cheezein bilkul nahi badli
1-Mumma ka pyar:-*
aur dusra
;
;
;
;
;
;;
M.D.H. masaalon k ad wala BUDDHA
by Pak101.com (few years ago!)