A OnLine Advertizement
A OnLine Advertizement by a Married Man in oLx:
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
For Sale:
Wedding Suit, used only once by Mistake...Tounge
by Mazhar Khan (few years ago!) / 754 views
Similar Jokes
Sardar Bache Ke Report Lene Hospital Gya
Report Bohat Kharab Thi
.
.
Sardar Bache Se Bola
“Oy School Te School…
Tenu Ethey V Meri Izat Da Koi Kheyal Nai.” ;-
by Pak101.com (few years ago!)
Ek circus mein ladki ne sher ko kiss kiya! Ring mastar: Aap mein se koi yeh kar sakta hai? Boy : Main aata hoon par pehle iss sher ko peeche karo
by Pak101.com (few years ago!)
Hanso Khelo Naacho Gao
Duniya Ki Parwa Mat Karo
Q K…
Duniya Janti Hai
K… Pagal Aisi Harkatein
Karte Rehte Hain
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ko bar bar "I love you" ka msg araha tha
.
Dost ne pocha: Khair hai? Aaj tu boht "I love you" ke msgs arahe hain !
.
Sardar: O jee aaj mai galti se BEWI ka mobile laya hon eslie
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Aalu ne Bhindi k number pe I love u ka msg bheja,
Bhindi ne use phone kar k bura bhala kaha aur boli:
Shut up,
Tum itne mote aur main Slim and Smart..”
Aur aalu ka dil tod diya…
Aalu ko bahut dukh hua or us ne fir itni sabziyan fasaayi ki Aaj aap khud hi dekh lo,
Aalu-Ghobi,
Aalu-Bengan,
Aalu-Shimla mirch,
Aalu-Palak,
Aalu-Matar,
Aalu-Gajar
Aur Bindhi us din se aaj tak akeli hai..
MORAL:
MAT KAR ITNA GURUR SURAT PAR AYE HASEENA
MAT KAR ITNA GURUR SURAT PAR AYE HASEENA
TERI SURAT PE NAHI HUM TO TERI SADGI PE MARTE HAIN…
by Pak101.com (few years ago!)
FARAZ to RAAZ Ek sawal ka jawab do..
WO KON C UNGLI HAI JIS MAI HADDI NAHI HOTI???
RAAZ-Pata nahi??
FARAZ-DASTANYE KI.
by Pak101.com (few years ago!)
aik dafa aik hathi aik naddi ma naha rha tha,
k achanak kinary par choha aya aur hathi ko baher any ka ishara kia..
Hathi baher aya tau chohay ne kaha: "Bas theek hai ab tum wapis jao"
Hathi ne pocha: "ye kia baat huwi, mujhe bhulaya q tha?"
Choha bola: "ma sirf ye dekh rha tha k kahein tum mera neiker phen kar tau nhi naha rhy."
by WAQAR (few years ago!)
Pathan na apna bacha ka naam america rakh lea . Logo na pocha aap ka dushman ha america aap na apne bache ka naam america rakh lea . Pathan : na kaha hum dunya ko batana chahta ha ka pathan america ka baap ha .
Aur Aes tarah jang shoro ho ge.
America : Hum Chand per jakr jahaz banyge . Pathan : hum soraj pr ja kr naswar banayga . America : Tum jal jaega. Pathan : Hum Pagal nhe hum raat ko jayga.
HAHAHAHAHAHAH.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek Indian ja raha tha Pathan say takar ho gy.
Indian: Men shama chahata hn,,
Pathan: Shama ko hum bhi chahta ha lekin Uska
baap nahi manta ..!:-o
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A Sardarji goes to the see Jurassic Park and when the Dinosaurs start approaching he is cowering in his seat when his friend asks him "Kyon Sardarji, kya baat hai? Dar kyon lag raha hai cinema hi to hai"
Sardarji replies "Aadmi hoon aur akkal hai, pata hai ki cinema hai lekin voh to janwar hai, usko kya pata "
by hearthackervsgirls (few years ago!)