Apni To Petrol Se Hoti Hai
Santa : Whats Da Nam Of Ur Car
Banta : I Dont No But It Starts Wid”T”
Santa : Kamal Hai Yar Teri Gadi Tea Se Start Hoti Hai Apni To Petrol Se Hoti Hai
by Pak101.com (few years ago!) / 926 views
Similar Jokes
Ye hoti hai asli dosti
1 dost ne aadhi raat ko apne dost ko call kar k Kaha
Yaar Main Ro Raha Hoon
dost ne Kaha
Dafa hu Main So Raha Hoon
by Mazhar Khan (few years ago!)
4 cheezain khatam hone per boht taklef dayti hain…! . .
1– Mohabbat
2– Rishta
3– Aietebar OR
4– ITWAR…:)
Itwar wala dukh ziada bara hai ;-):-p:-D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Snta Ki Chappal Chori Ho Gyi
Wo Qabristan Paucha Or Waha Baith K Kehne Laga
Chor Ko Kaha Dhundne Jaye Ek Na 1 Din To Yaha Ayega Hi.
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA comes to school with 1 black and 1 white shoe.
Teacher – Go home and change.
SANTA- sir, ghar me bhi ek black aur white hi hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sunehri Baatein
Zindagi Mein 2 Baaten Hamesha Yaad Rakhna
1) Hawa Chalti Hy Tou
Pattey Hiltey Hyn
2) Aur Nahi Chalti Tou
Nahi Hiltey ...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bania’s son: Daddy meri door ki nazar kharab hai SPECKS banwa do. Kanjoos Bania took him outside & said: Woh dekh kya hai? Son: Suraj Kanjoos Bania: Abbe ullu ke patthe, aur kitni dur tak dekhna chahe hai tu.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Mazdoor: Khabi Khabi mere dill main khial ata hai,
2nd Mazdoor: Batao kya khial ata hai?
1st Mazdoor: Jab bijli nahi, Pani nahi, to Bill kaha se ata hai?
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Aaj mere parrosyo ka bacha gum ho gya
Major Rohail: Phir tm ne kya kya?
Sardar: mei ne use kaha Google pe search kr lo
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Chand bhi kya ajeeb cheez hai…
.
.
.
.
.
.
.
Bachpan me ‘Mamu’ aur
Jawani me ‘Janu’ nazar aata hai…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Munna : Abay Circuit! Jaa baajo walay ghar say Doctor ko bula k laa, meri tabiat kharab ho reli hai.
Circuit : Aey Bhai!!! aap to khud doctor ho.
Munna : Bolay to meri fees bahut zyada hai.
by Pak101.com (few years ago!)