12 Boys planed to propose a girl
12 Boys planed to propose a girl
10 came with a rose..
But 1 came with a ring – Thats confidence
But what about the other 1?
Wo sala baraat lekar aaya – OVER CONFIDENCE!
by Pak101.com (few years ago!) / 941 views
Similar Jokes
Girfriend : Agar Tumne mujhe phone nai kiya to mai Roti nai Khaugi
Boyfriend : Sachi Jaan ??
..
..
... ..
..
..
..
..
..
..
Girlfriend : Mai Sirf Ice-cream,Burgar Khakar Gujara Kar Lungi :D :D :D
by Pak101.com (few years ago!)
One: Oye tera ek daant neela kyun ho gaya?
Two: Yaar maine ink lagayi hai.
One: Woh kyun.?
Two: Kyun ke aaj kal “bluetooth” ka zamana hai
yaar…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Saas : Bahu aaj se mujhe apni Maa aur saurji ko BAAP samjho
Todhi der baad door bell bajati hai uss ka sohar aata hai
Saas: Bahu se kon hai?
Bahu: Maa BHAI SAHIB aaye hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
WIFE-KITCHEN SE. AJI SUNTE HO DEKHO ME AJ KAL BOHAL KHOBSURAT HO RAHI HUN...
HUSBEND-TUMNE KAISE JANA?
WIFE-AJ KAL MERI KHOBSURTI DEKH KER ROTI BHI JALNE LAGI HAI.
by Pak101.com (few years ago!)
Laloo's Son: Papa, aapki shaadi me kitna kharcha aaya tha?
Funny Laloo: Meine kabhi hisab nahi lagaya, par mein aaj tak uss ke liye pay kar raha hu.
by Pak101.com (few years ago!)
SONEHRI BAAT
NAIKI Kar K Aisy bhool jaaya Karo
Jaisay Log Shadi Kr k Muskrana Bhol jaaty Hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
A muslim couple after divorce.
Husband:- ab hamare beech koi rishta nahi bacha hai.
Wife:- aise mat bolo salim k abba.
Hum abhi bhi mousere bhai-behen hai...
by Pak101.com (few years ago!)
1st sardar :inam kis ko mile ga?
2nd sardar:aage wale ko.
1st sardar:pechy wale pagal kiun bhag rahe hain.
by Sabir shah (few years ago!)
1 Sipahi Ko Shart Lgne Ka Shok Tha Or Kbhi Hrta Nhi Tha
S.H.0 Ne Usy Bulya 0r Shart Lgne Se Mna Kia
Sipahi!Sir Akhri Shart,
Wo B Apse
Apki tang pe zakhm ka nishn Hai.
S.H.0! May Shart Lgta Hon K Nhi Hai
Sipahi! May pent utrwa K Dekhon Ga
S.H.O!Thek Hai
5000 Ki Shart Lg Gai
Sipahi Ne pent utrwy
5000/- SHO Ko Dia Or Kha Sir May Haar Gya SHO Bra Khush Tha K May Shart Jeet Gia
Darwza Khula Sare Staf Ne Andr Jahnka
0r Rony Lgy
S.H.0 Pent Pehn Kr Bhir Aya 0r Pocha Kya Hua?
Staf
ye Hm Se 25,000 Ki Shart Lga K Aya Tha K S.H.0 Ki pent utrwaon Ga.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa Driving On D Wrong
Side Of One Way Road
He Became Upset & Said :
Shit I Think I Am Late To
The Function All R Coming Back
by Tanveer Hussain (few years ago!)