Baap: Beta! zindgi main kabhi
Baap:
Beta! zindgi main kabhi Chars na peena, warna wo jo aagay 4 Aadmi ja rahay hain, 8 nazar aaen ge,
.
.
Beta: "Magar Abbu! wo to 2 Aadmi hain!
by Pak101.com (few years ago!) / 948 views
Similar Jokes
Pathan:
Hum Bachpan may bohat taqatwar tha
Dost:
Wo kaisay ?
Pathan:
Hamara Maa kehta he Jab Hum Rota tha, to sara Ghar Sar pe otha leta tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor: Bachy ko pani dainy se pahle ubaal lia karain
.
Sardar: Wo tu teekh hai lekin Ubaalny se Bacha mar tu nahi jayega??
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan k qabar ki pehli raat mai 62 fareshte aey…?
2 farishte sawal puch rahe the aur baqi k 60 farishte pathan ko sawal samjha rhe the..
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher:Translate it into
English: "Tumhe Laat marke
beizzat karke bahar nikal diya gaya
aur baad me vapas bulaya gaya ."
Student:You have been "GANGULIFIED"!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
girl : if you will try to kiss me main shor macha dungi boy : lekin yahan to dur tak koi nahi hai girl : i know per formality to karni hi padegi
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Baar Santa Ke Ghar Chor Gus
Gaya, Santa Gahri Neend So Raha Tha.
Chor Ne Santa Ko Bandook Lagayi Aur Bola.
Chor: “Jaldi Bata Sona Kidhar Hai?”
Santa Neend Mein Hi Bola: “Saale Itna Bada Ghar Hai Jidhar Marji Soja, Mere Ko Jagane Ki Kya Jarurat Thhi“
by Pak101.com (few years ago!)
Arz Kiya Hai: Ikhtiyaar E Tarannum Se
Tabassum Ki Roshni Ko Jala Dena!
(Wah,Wah,Wah)
Jab Iska Matlab Samajh Mein Aa Jai To
Mujhe Bhi Bata Dena.
by Prince Aurangzeb Tunio (few years ago!)
Sharma dial a no. & hear, iss call ke liye aapka balance kafi nahi hai."
sharma: koi baat nahi jaane man tumse baat ho gai bas itna hi kafi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa-Tum 1baar me kitne admi utha skte ho,
PHLWAN-kamse kam 10
Santa-bas,Tumse acha to mera murga hai jo subah pure mohlle ko utha deta h
by Pak101.com (few years ago!)
Baniya Marte Waqt…
Sunti Ho ?
Wife: Bolo, Mein Yahin Ho…
Aur Pappu aur Pinki?
Yes, Papa Hum Bhi Yahi Hai…
Baniya: Toh Paas Ke Kamre Ki Light Aur Fan Toh Band Karke Aatey
by Pak101.com (few years ago!)