Sorry, but I can't give u
Manager: Sorry, but I can't give u a job. I don't have any more work.
Santa: That's all right, sir. In fact I'm just the right person in this case. You see, I won't ask you to give me work anyway!!
by Pak101.com (few years ago!) / 967 views
Similar Jokes
Media or wife me kia similarity hai?
Jab tak aik hi bat 10 bar na btai jae,tab tak donon ko skoon nai milta.
by Sabir shah (few years ago!)
SARDAR: Office Ja Rha Tha. Biwi Pyar Se Boli: See U In The Evening.
SARDAR Gusse Se: Dhamki Kise De Rhi Hai, Mai B Tujhe Dekh Loonga.":-
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : Santa batao `M’ for kya hota hai?
Santa : Sir, Mother!
Teacher : Right! Aab batao W for kya hota hai?
Santa kuch sochne lagta hai
Teacher : Santa kya soch rahe ho?
Santa : Sir, mein yeh soch raha tha ki Maa ulti kaise ho gayi?
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ka ek Buddha padosi accident me mar gaya…Woh uske ghar gaya aur poocha “BODY AAGAYI KYA?”Tabhi body lekar ambulance AA gayi…Santa Bola “Ye Lo ! Uncle ki badi lambi umar hai !!”
by Pak101.com (few years ago!)
Ghaber: yeh hath mujko ko de dy thakur
Thakur: le ly saly mera b ly jai ka b ly veru ka b ly basnti ka b lu immam shb ka b ly pury gao ka le ly
Ghaber sory yar tu to emotional hi ho gya hai
by Pak101.com (few years ago!)
Aasman me kaali ghata chhayi hai . ..
Aaj fir Girlfriend ne 2 baatein sunayi hai .
.
.
Dil to krta hai sudhar jaun magar,
Padoswali aaj short skirt pehen k aayi hai..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Larky waly:
“Bus G jaldi se Shadi kr dain…
Larki waly:
“Nahi abi Larki parh rahi hy”
Larky waly:
“To Hamara Larka kon sa Kaka hy
jo Kitabein Phaar dy ga.;-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
AAj mausam main kuch ajib si baat h bekabu se hmare jazbaat hain ji chahta h chura lu tumko tumhi se magar mummy kehti hain chori krna buri baat h.
by farrukh ahmed (few years ago!)
1 Aurat Coke Pi Rahi Thi Achanak Us Mein Se 1 Machar Nikla Aur Bola
MAA
Aurat: Main Teri MAA Nahi Hoon
Machar: Aisa Na Bol MAA
Main Teri “Coke” Se Nikla Hoon.
by Abdul Sami (few years ago!)
Chaman told his friend, “Yaar ek ladki mujh ko hans ke dekh rahi hai"
Naman: Sahi se dekh, hans ke dekh rahi hai ya dekh ke hans rahi hai..
by Pak101.com (few years ago!)