Har kisi pe aitbar karna chod
Har kisi pe aitbar karna chod do
Wah Wah
Har kisi pe aitbar karna chod do
ACP says: Daya Darwaza tod do
by Pak101.com (few years ago!) / 897 views
Similar Jokes
Do sardar raat ko ghoom rahy thy
1st sardar:
bohat garmi hy yar
2nd:
Han yar agar din hota to kahin chhaon mai beth
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan BLOOD K Bare Mein Book Parh Raha Tha
Wife: Aj Ye Q Parh Rahe Ho?
Pathan:
Mujhe Doc Ne Kaha Hai K
Kal BLOOD TEST Hai
Is Lye Test Ki Tayari Ker Raha Hon.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ktne Ghuroor Main Hai Wo Mjhay Tanha Chor K
“Faraz”
Unhain Maloom Nahi Mery Pas Or B lash pash larkio K Number Hain
(,”)/
/) ( Ja garak hoja
,/¡_ sali tm
by Abdul Hannan (few years ago!)
Masterji: Active Se Passive Mein Convert Karo. Bache Jab Sunsan Jagah Pe Ghoomte Hai To Haadso Ko Janam Dete Hai
Naman: Sunsan Jagh Par Hue Hadse Hi Baccho Ko Janam Dete Hain.
by Pak101.com (few years ago!)
When You Cry… Koi Nahi Dekhta,
When You Are Worried… Koi Nahi Dekhta,
When You Are Happy… Koi Nahi Dekhta,
Lekin Ek Din Date Pe Chale Jao… Sala, Pura Mohalla Dekh Leta Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Techr: why Taj Mahal considerd as a wonder of d world?
Student: Bcoz,Shahjahan built it witout taking any
loan 4m bank.... ;-)
Gud evening !!
by Pak101.com (few years ago!)
Mastar (Fareed say): Class mein kon shor kar raha tha?
Fareed: Janab mujhay nahi maaloom mein to apni baton mein laga hua tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Banta ki khoob pitai huyi.Par Q?Q ki Dono B’Day party me muft ka khana khatepakde Gaye aur kehne lage:...“Hum Ladki walo ki taraf se hai” :P
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar ki girlfrend in romantic mood
“Ghar pe koi nahi hai Aa jao
Sardar:
“Tu mere ghar aja mery ghar mein sab log hain
tera dil laga rahega”.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar:
Aoo race lagatay hain ...jo hara woh aik hazaar rupay dega ...
Pathan:
theek hai ...par mujhey raasta nahin maloom ...:S
Sardar:
Bus tum meray pechay peechay rhena ...
Pathan:
Thankz yaar ...!!
by Pak101.com (few years ago!)