Ek Hindu ki Lottery

Ek Hindu ki Lottery Mai PARIS ka Tour Nikla

Usne apni BV ko phone kya:
“Janu mere Sath Paris chalo gi?”

BV Khushi se boli:
“Yes, Bilkul, Paris Jana to mera khuwab tha, Zarur chalu gi. Par Aap kon bol rhe hain?”

by Pak101.com (few years ago!) / 1082 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Funny Pandit Ji

Funny Pandit Ji: Raat mujhe ik admi ne CHAKU dikhakr loot liya.

Friend: Lekin tumare pas to Gun hoti hai.

Funny Pandit Ji: Wo maine chupa di
warna wo bi loot leta !!!

by Pak101.com (few years ago!)
sir ka msg aaya hai

Santa: yaar banta, sir ka msg aaya hai ki aaj extra class hogi, kya karun? . . Banta: "message sending failed" likh ke bhej de...

by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek sharabi akash ki taraf ishara

Ek sharabi akash ki taraf ishara karke bola: Yeh suraj hai ya chand?

Dusra Sharabi: Pata nahi bhai, mein bhi is shehar mein naya hun.

by Pak101.com (few years ago!)
Sakht Garmi Ka Time

Sakht Garmi Ka Time Tha Aik Buzurg Amrood Baich Rahy Thay.
Aik Larka Aaya Our Poocha:
Chacha Jee, Amrood Main Keera Tou Nhi?
Buzurg Nay Bohat Pyara Our Mutma’in Karnay Wala Jawab Dya K:
Beta Ye Amrood Ha, Teri G****d Nahi… :O :D :P
‘(‘.’)’
_/\_ Chacha Zindaabad…

by Mazhar Khan (few years ago!)
HusBand Ko Sapne

HusBand Ko Sapne Me WiFe Ne Chappal Maari.

2Din Tak Pati Apne Bank Nahi Gaya.

Q?
.

.

.

.
Q K
Bank Me Likha Tha

Hum Ap K Sapno Ko Hakikat Me Badlte Hai. :p

by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari-: Aapke PAdosi Ne Mujhe

Bhikari-: Aapke PAdosi Ne Mujhe Pet Bharke KhAnA KhilaYa He.!
Aap Bhi Kuch Khilao?

Santa:Yeh Lo HAjmola.

by Pak101.com (few years ago!)
FIRE ko aag kehte hain

FIRE ko aag kehte hain
COBRA ko naag kahte hain
GARDEN ko baag kahte hain
aur
"EXAMS" k samay jo kaam na kare use dimag
kahte Hai!;)

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: Sharab pite pite rone laga

Santa: Sharab pite pite rone laga
Banta: Kya hua kyo ro rahe ho?
Santa: Yaar ki kara jis ladki ko bhulane k liye pi
raha tha,uska naam yaad nhi aa raha hai

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Munna bhai And Professor

PROFESSOR: Gandhi Jayanti ke baray mein kya jantey ho?

MUNNA BHAI: Gandhi bahut jabardast aadmi tha, Baap. Maa Kasam, par apun ko yeh nehin malum ke yeh Jayanti kaun hai.

by Mohammad Ali (few years ago!)
What will u give me

Wife : What will u give me if I climb the great Mount Everest?
Husband : Le, isme pucchne wali kya baat hai…DHAKKAA!!!

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Miss Call By Miss

Son: Papa aaj meri Miss

Funny

shadi mubarak

Wife: aaj tum udaas Q ho?

Telephone call

Creation

FB page Admin hone ki sabse ..

Loadshading ne namazi bana dia

Born in California

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook