Same as above

Sardar was painting his room
.
Us ne Chat ko paint karkay
Diwaron par likha
"SAME AS ABOVE"

by hearthackervsgirls (few years ago!) / 698 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Pati Patni Funny Chemistry

Patni: Suno agar main mar jaaungi, toh aap royenge kya?

Pati: Toh abhi kya hans raha hoon kya……

by Pak101.com (few years ago!)
Santa Or Banta Train

Santa Or Banta Train Ke Pichhe Bhaag Rahe The.

Santa Kisi Tarha Se Train Par Chad Gaya To Train Ke Dibbe Mein Bethe Logo Ne Kha “Well Done – Well Done“.

Santa: “Abe Kya Khaak Well Done, Jana To Usne Tha Mein To Sirf Chhodne Aaya Tha.“

by Pak101.com (few years ago!)
1 patan ne jali note banaya

1 patan ne jali note banaya orr Quaid-e-azam ki
topi bhol gaya
Jab dukandar ko dia tou dukandar ne kaha:
Iski tou topi nahi hay.
Pathan Bola:
Ye Quaid-e-azam lala ki garmion ki tasveer hay…
=P;->

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aap murgi hai kya?

golu-madam aap murgi hai kya teacher- q golu -
aap mujhe hamesha test mein anda deti hain

by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 ldki prfum lga

1 ldki prfum lga k bus pe chadi. Ldke ne coment pas kiya.
Aajkl phinel ka use kuch zyada h hota hai.
Ldki boli fir bhi cockroch picha nhi chorte

by Mazhar Khan (few years ago!)
Telenor menu main khush Aamdeed…

Telenor menu main khush Aamdeed…

Rishte k LIAY 1 dbaen,

Mngni k LIAY 2 dbaen,

SHADI k LIAY 3 dbaen,

psund ki shadi k liye apni Ammi k paon dabaen

Aur,

Doosri shadi k liye pehli ka gala dbaen…!!;)

Telenor call krne ka shukria,
HAVE A 9ICE DAY.

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Musharaf gia Zardari aya

Musharaf gia Zardari aya
khote nal khota wataya!
ik chor geya Daku Aya
khote nal khota wataya!
Dassoo assi ki Kamaya
khote nal khota wataya!

by Mazhar Khan (few years ago!)
Pehla Operation

Santa: Doctor, ye phulon ki mala kis ke liye?

Doctor: Ye mera pehla operation hai, success hua to mere liye, nahi to tumhare liye

by Pak101.com (few years ago!)
Purani Kahawat hai

Pathan ne Darya mai Dobtay hoye 1 Aadmi ko bachaya.

Or Thori Dair Baad Dobara Phenk diya:

Kisi ne kaha ye kiya kia?

Phatan: Purani Kahawat hai
"Neki Kar Darya Mai Daal"

by Abdul Hannan (few years ago!)
Boy:chalo kisi sunsaan/viraan jagah

Boy:chalo kisi sunsaan/viraan jagah chaltey hain!

Girl:tum aisi-waisi harkat to nahi karoge?

Boy:bilkul nahi!
Girl:to phir rehne do….

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

shadi pr rukhsati k waqt

Golu-mere bete ka credit card

What's the difference

Insan ko Beemar kar Dainay w..

Mareez Muje ajeeb se Bimari ..

Sard Fizaaa

Ijazat

Delivery ke waqt

Google Ziyada Acha Hai Ya Ya..

Police officer attempts to s..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook