ek murgi
ek murgi ne 3 ande diye aur dua ki ya Allah
mere bache naik niklain
to pehle andey main se bacha namaz parhta hua nikla,
dosra bacha tasbih parhta hua nikla,
tesra nahi nikla to murgi pareshan hogai
aur us ne bache ko awaz di to anday main se awaz aai
k main etqaf main betha hoon.
by Pak101.com (few years ago!) / 1157 views
Similar Jokes
Santa: oye banta machli khayega?
Banta: nhi yaar usme kaante hote hain.
Santa: oye chadd yaar, chappal pahen ke kha lena.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Professor:
Tum 20 saal ki larki
Su shaadi kroge ya
Apne sy 20 saal bari say … ?
Student:
Sir ! Depend karta hy k
Kon khoobsurat hay !
Aap ki beti ya aap ki biwi
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan: Yaar Bakray Ki Zabaan Khao Gay?
2nd: Nahi, Main Moun Say Nikli Hui Cheez Nahi Khata..
1st: Acha! To Phir Ye Lo,
Anda Khao..!!
by Abdul Hannan (few years ago!)
boss:pichle 6 mahino mein tumne kitni chhutiya li
hai.kabhi bimari,to kabhi honeymoon,bacheki
bimari.ab kya hai?
karamchari:kal meri shaadi hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
PATHAN naqli note lekar shop pr surf lene gaya,
SHOP KEEPER: is mein quaid-e-Azam ki topi nahi hai
PATHAN:topi meili pari hai usi k liye to surf lene aya hon.
by Mohammad Ali (few years ago!)
1st Man: shaadi ke baad main lakhpati ban gaya.
2nd Man: use kyu itnaa udhaas bol rahe ho?
1st Man: usse pehle mein crorepati tha
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi to her shohar….
Suno ji mainay aaj ap kay pasand ki cheaz banai hai ap kha kar khush hojao gay….
Pathan replied…
O g kia pakaya hai….??
Wife replied…
….
….
Naswar kay koftay…
by Asim Raza (few years ago!)
Girl: I love u.
Boy: Me too.
Girl: Kitna karte ho.
Boy: Jitna tum mujhe karti ho.
Girl: Kamine, main sochti thi ki tum sachha pyaar karte ho!
by Abdul Hannan (few years ago!)
Police wala:tumhara koi mulaqati nai aya kia sub naraz hain?
Qaidi:nai wo pehle hi qaidi hain
by Sabir shah (few years ago!)
1st beggar: arey, tum kyu us cinema poster ko aise
gur rahe ho?
2nd beggar: main hee is cinema ka producer hoo
by Tanveer Hussain (few years ago!)