pakistani
America ny ek choor pakerny wali machine banai
Jisny America main 30 minute main 30 choor pakray .
ENgland main 30 minute main 50 chor aur india main 30 minute main 100 chor pakray jab wo machine pakistan lai gai to 15 minute main
.
.
.
Wo machine he chori ho gai .
Geo pakistan ..
by Zia Rasool (few years ago!) / 1034 views
Similar Jokes
Din Aate Hai, Din Jate Hai
Kuch Lamhe Aap K Bin Guzar Nahi Pate Hai
Inhi Lamho Ko Samet K Dekhu To
Aap Jaise Nalayak Dost Bahot Yaad Aate Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Jin: bottle sy Aazad hone k bad,
kya hukam hy mery Aaqa?
Admi:
Kuch Aesa karo k Dunya mein Jitny Shohar hain unki Biwiyan unki Farmabrdaar hojaen
Jin:
Bottle mein Wapis Jaty howe Bola Biviya Or FarmaBardar
"Chacha Bottle ka Dhakkan zara tight Band karna"..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: 1876 Me Kya Howa Tha?
Pathan: Nahi Pata!!
Teacher: Stupid Qaid-e-Azam Peda Howe Thay.
Ab Ye Batao K 1880 Me Kya Howa Tha??
Pathan: Thora Sochne K Bad Qaid-e-Azam 4 Saal K Howe The.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Railway station
Railway station par bethe aik mosafar ne railway ke afsor se kaha
agar tamam garian late hain to is bare se time table ka kya faida jo aap ne latkaya hoa hay?”
police officer pehle hi guse main tha or bola.
“agar tamam garian waqt par ane lagi to phir kaho ge is bare se waiting room ka kya faida.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Colgate se daant saaf karne ka,
Pepsodent se majboot karne ka,
Babool se fresh karne ka..
Agar fir bhi safed nahi huye to..
Bindass HARPIC use karne ka..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Once a boy Uploaded a photo
holding a dog
on Facebook..
.
Girl commented : "Which one is
you?"
.
Boy replied : "The One holding
you.." ;) :P :D
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Insaan wahi hai jo dusron ke kaam
aaye.Student: Par Ma'am exam mein to na aap
hamare kaam aati hain aur na dusron ko aane deti
hain
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Lady Doctor PATHAN se
Tum Roz Clinic k Bahr khre ho k Aurton ko Q Ghurte ho?
PATHANAp hi ne Bahir Likha hwa he
AURTON KO DEKHNE ka Time 9 sy 12 tak hai..,
by Pak101.com (few years ago!)
Parents are funny They want me to learn how to survive in the wilderness,
but they won't let me go to the mall on my own.
by Pak101.com (few years ago!)
Bus Stand Par Akeli Khadi Ladki Ko Dekh Kar,
Ladka Uske Paas Jakar Puchhne Laga.
Ladka: “Patna Kaha Hai?”
Ladki: “Bihar Mein”
Ladka: “Abe Yaar Yahi Pat Jaa Na Bihar Mein
Jaane Ki Kya Jaroorat Hai“
by Tanveer Hussain (few years ago!)