love story
Pappu Jamadar ki Love Story”
Apne Dil k Gatar ko Teri Yaadon k Kachrey sey Bharta hoon
Main Tere Pyar Mein Baasi salan ki tarah Sarta hoon
Tumhein kaisey bataon Jaan ye baat dil ki
Tum par Gandi Naali k Keeray ki tarhan marta hoon
by haleema sadia (few years ago!) / 894 views
Similar Jokes
Pathan to his uneducated wife:
Come on darling lets go for a honey moon.
Wife: no dear I have to do some work at home,
Take my brother with you. :)
Pathan joy fully said “o yesssssssssssssssss”
by Pak101.com (few years ago!)
Nurse: Udas kyu baithe ho sir?
Bhullakad Doctor: Dopahar jiska operation kiya tha, Woh patient mar gaya.
Nurse: Arey woh to postmortem case tha sir.
Bhullakad Doctor: Toh main subah kiska postmortem kiyaa tha…
by Pak101.com (few years ago!)
One Sardar Jee To Other…
Aik Dafaa Main Chota Honda Saan
Tye Na Aik Darkht(Tree) Ton Dig Piya Saan.
Other One: Fair To Mar Giya K Bach Giya?
First One:
Pata Nai Main Tye Chota Jiya Honda Saan
by Pak101.com (few years ago!)
Kisi Say Koi Cheez Maango Tou Bilkul Aisay Maango Jesay
Tumhre Baap Ki Ha.
Aur Nahi Milay Tou Soch Lena K Konsa Meray Baap Ki Thi :D :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Pehalwan Tha
Uski Aik Taang Neeli Ho Gai
To Hakeem Nay Kaha Taang Kaatni Paray Gi,
Zehar Phail Gaya Ha. Thoray Dino Baad Dosri B Neeli Ho Gai
To Hakeem Nay Kaha K
Dosri B Kaatni Paray Gi,
Zehar Kafi Phail Gaya Hai
Plastic Ki Tangain Laga De Gaen.
Thoray Din Baad Plastic Ki Taangain B Neeli Ho Gain To Hakeem Nay Kaha Tumhari Bemari Samajh Aa Gai Ha, Tumhari Dhoti Ka Rang Utarta Ha. Baaqi Sab Theek Ha
by Pak101.com (few years ago!)
BOY TO GIRL: Tum to 14v ka chand ho
Girl: Sach, kya main itni khoobsorat hoon?
Boy: Arey nahin !!
Main to yeh batana chah raha tha kay tum itni gool matool ho....
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Ladka ladki ko impress karne ke chakkar main bike se gir gaya..
ladki boli aapko chot to nahi lagi..
ladka bola are hat pagli hum bike se aise he utarten hain.
by Pak101.com (few years ago!)
kehtey hain ek ladkii k padhne say saaara ghar
taalim e yaafta hojaata Haii
Lekin
Ladki k college jaaney se jo dus ladke fail hojaatey
hain...
...
USKA ZIMMEDAAR KAUN.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Judge: Tum teesri baar adalat me aa rhay ho, tumhain sharam nhi ati?
Sardar: Oh janab, tusi roz anday o, tuwanu te fair duub k mar jana chahi da na
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Kya Daru Pine se khaansi jati h?
Banta: Kyun nhi jayegi? Jab mera ghar, khet, paisa sab kuchh chala gaya to teri khansi kya cheej h
by Pak101.com (few years ago!)