Search Results for '1'

Facebook user ho

1 larke ne paindu larki se pocha tum face book use karti ho?



Larki:nai ve mera rang unje chita he.

by Sabir shah (few years ago!)
Sub se dua ki apeel

1 larki jis k umer 18 year hai bahut pyari hai wo bechari GHQ hospital I.c.u ward me




nurse hai dua karen wo mujh se set ho jae .

by Sabir shah (few years ago!)
Larki vs old man

1 larki raste pe setian bajati ja rahi thi
old man:beta kia waja hai aj itni khush kiun ho?

Larki:kaminu k exams ho rahe hain raste khali hain na.

by Sabir shah (few years ago!)
1 karwa such

Jab ap ki girl friend ap se kahe k tum bahot ache ho
tumhen koi bi mil jae gi
to bhai samjh ja us ko koi aur mil gaya hai.

by Sabir shah (few years ago!)
Halwa pasand ka

B.v:ap ko mera banaya howa halwa pasand nai aya bachay 3 palats kha chuke hain

andar se awaz aa, mama 1 or plate dena 1 kitab ki jilad rah gai hai.

by Sabir shah (few years ago!)
Chor moti k hathe chara

1 moti aurat ne chor pakra aur os k opar beth gai aur nokar se boli police ko bula le aa

noker:meri chapal kahan hai?
Chor:abby meri pehan le jaldi ja yaaar

by Sabir shah (few years ago!)
Fast oprestion

Dr. Apna 1st operation mukamal karne k bad opretion theater se bahar aya

asman ki tarf dekh kar bola
ya Allah mera pehla tohfa qabool kar

by Sabir shah (few years ago!)
1 hazar wali shadi ka anjam

Wakeel:talaaq karwane k 10 hazar rupee lon ga

husband:pagal ho gae ho 1 hazar me shadi karwai thi

wakeel:dekh liya hai na saste kam ka anjam

by Sabir shah (few years ago!)
3 dokha dar cheezen

3 cheezein insan ko dekhte dekhte dhooka de jati hain


1.hansti hui larki


2.khamoshi se baitha howa kutta

3.pakistan cricket team

by Sabir shah (few years ago!)
Tum bari filam ho.

Baar baar q puchtay ho maqam apna jane jana

1 baar keh jo dia



tum bari film ho

by Sabir shah (few years ago!)
Choose number

Choose 1 number k ap ki shadi kis gharane me ho gi.
1
2
3
4
5
6
7
8

ufff. Ap ho tum mat chuno kiun kisi ki zindagi kharab karte ho

by Sabir shah (few years ago!)
Bv vs husband joke

Bv 1 bakri k sath ghar aaagai
husband:is bhaisnce ko q ghar lai ho?
Bv:ye bakri hai.
Husband :me ne bakri ko kaha hai

by Sabir shah (few years ago!)
Machar tofan me

1 machar tufan me 1 darakhat se lipat gia tufan jane k bad machar apna pasena ponchte howe kehne laga oho aj me na hota to ye darakhat urr jata

by Sabir shah (few years ago!)
100 me se sirf 99 kam the

Santa circket kheal kar aya.
Banta :kitne runs bane the?
Santa:century hone me sirf 99 runs baqi the aur me out ho gia.
Banta:shit yar so close

by Sabir shah (few years ago!)
Pani ka ziyada istamal

1 sardar toilet me baitha tha

samne likha tha pani ka ziyada istamal karen.


Sardar baithe baithe 3 lote pee gia.

by Sabir shah (few years ago!)
000000 14 august 2015 a terrible fight Aaj mere pass Ab Yaha Sirf Mera Raj Hoga account adult Aftar agar ajeeb farmaish santa ki akbar altaf hussain anas Animal August Aunty Azadi Baba Bacha Bachelors think that Married men are lucky backup Bakra Bakra Eid Barish Bechare Janwar Bhi Ab Darte Hai beggar Bhagwan bijli kahan se ati hai bijli kahan se ati hai? Birthday Biwi Biwi 1 Faltu Musibat Ha biwi ke deewane to bahut hai blonde Body bollywood Butt cartoon chai chand Chaudhry chudai chut Computer crazy Cricket daag Daal suppose ki hai dear dear this computer Dekho na Wo aadmi mujhe Ghur Ghur k Dekh raha hai demo Devta dil ki dhadkan tej ho gayi Dirty Doctor Dulhan Ek Ek Rupaya Bachata Hai Apna Muftimal Ek Tapori Ki Wife Election english english ki aisi ki taisi Farak Ladke Aur Ladki Mein Faraz Fart fashion films friendship frying pan Funny poetry gaand GALA CHECK KERNA HAI gand gul khan Haathi habshi Hanuman HAPPY SING: GHAR MAI MERA HE Harami HEAD himmat hai to ek ek karke aao hindi joke hindi jokes Hindu Hoor Hoshyaar bander hum log itnay upper aagaiy Imran Imran khan In english irada pakka ho to sab mil sakta hai Ishq Kiya Bhi To Kis Se Kiya Islam Jatt Jo Dosray Ko Apni Baat Jokes Jungle Kadhai kela Kelay ka chilka Khan Kiske Baap Ka Kya Jaata Hai kiske baap ka kya jaata hai? Kiss Larka lawyer little johnny Londa love lover Lucha machar mahajir mandir Marasi Marriage Meera Morning most popular Mubarak Ho Khan Sab naughty naukar Nawaz nawaz sharif New York nonveg Pandit: Bhagwan, agar tum muje pappu parent parents Pathan Poetry Police police wale bhi jeene nahi dete Politics Punjabi Qurbani Ramzan result Rishta Romance Romantic Roza Saas santa santa banta Santa Ki Biwi Ka Operation Sardar Sardar And Bomb Sardar ji sardar jokes sardar vs pathan Sardarji Sawan Shadi SHAIR ARZ HAI shayari Short Siasat Sikh simple site sooraj raat ko kyu nahi nikalta sooraj raat ko kyu nahi nikalta? Student suhaag raat Suhag Suhagraat Suna Tha Kya Apne Kabhi Esa Sentence Suna Tha Kya Apne Kabhi Esa Sentence? tabhi pathan ghar late pahunchta hai teacher teacher teacher ka farak hai test tota Tourist Urdu Urdu jokes volcano Vote Wazoo wife Wifi Yaar tune apni Biwi ko Talak kyu diya yaar tune apni biwi ko talak kyu diya? Zardari zaroorat